Yaha juma ki namaz farz ka tariqa hai jo 2-rakat
hota hai. Juma ki namaz masjid main imam ke pichhe he adah hoti hai agar kisi
ki namaz nikal jaye yani jamat chhot jaye, to phir wo namaz-e-Zohar adah kare.
Sab se pahele niyat karejab imama shahab kahe Allah-o-akbar to namazi us ke baad
takbir-e-tareema kare, yani apne dono hath apne kano tak le jakar dono hath ka
angothay kano ki law pe lagahe yahi kan ka nichla hiss ape lagaye, aur apne dono
hath banth le hath naf ke niche rakh kar band le baye hath ke uper daya hath ana
chahiye aur girift bana kar pakarle daye hath se baye hath ko.
Phir SANA padhey.
“SUBHANA-KA-ALLAH-HOMMA-WA-BEY-HAMDEEKA-WATA-BARA-KASMOOKA-WA-TA’ALA-JADDO-KA-WA-LAILAHA-GHAIRUKA”
Iske baad padhiy_
“AAOOZOO-BILLAHE-MINASH-SHAITAANIR-RAZEEM”
Phir TASMIYAH padhey.
“BISMILLAH-HIR-RAHMAANIR-RAHEEM”
Iskebaad imam shahab sureh fateha parte hai wo
sone
“ALHAMDO-LILLAHI-RABBIL-AALAMEEN-AR-RAHAMAANIR-RAHEEM-MAALIKI-YAOMID-DEEN-IYYAKANABUDOO-WA-IYYAKA-NASTAEEN-EHDINAS-SIRATUL-MUSTAQEEM-SIRATUL LAZEENA-AN-AMTA-GHAIRIL MAGDOOBE-ALAIHIM-WALAD-DAWLLEEN”
Phir imam shahab Quran ki koi si bhi sureh ki
tilawwat karte hai. Maan lijiye, SUREH IKHLAAS.
“QULHUWAL-LAAHO AHAD-ALLAHHO-SAMAD-LAM-YALID-WALAM-YOOLAD-WALAM-YAKUL-LAHO-KUFUWAN-AHAD”
Phir jab imam shahab yeh kahe “ALLAH-O-AKBAR” aur
ruku mai chaley jaye to namazi bhi unke pichhey roku main jaye aur yah tasbi
padhey “SUBHANA-RABBI-YAL-AZEEM” yaha tasbi 3/5/7/ dafa pardh sakte hai.
Uske baad jab imam shahab “TASMEE” yahi yaha
alfaz keh kar shidha khade ho jaye “SAMEE-ALLAHO-LAYMAN-HAMIDAH” to namazi bhi
unke pichhey shidha khare ho jaye.
Fhir
namazi sedha khare khare yeah kahe “RABBANA –LAKAL-HAMD” jab imam shahab kahe
ALLAH-O-AKBAR to namazi un kepichhey sajde main chalay jaye. Sajde mai jate howa
zameen par pahela gotna rakhkhe, phir hath rakhkhe, phir dono hatho ke darmayan
is taraha chehera rakhheke pehele naak aur phir doo hatho ka darmayan is taraha
chehera rakkhe ke pehele naak aur phir math zameen par aye aur hath is tarah
rakhkhe ki ungaliya kibla rukh ho.
Note_(Pao khare rakhkhe aur niche pao ki ungaliya
shidhi zameen par rakhkhi ho, pet rano se nahi lagna chaheye mard ka)
Aur sajda mai yah tasbi padhey
“SUBHANNA-RABBIYAL-ALAA” 3/5/7/ dafa par sakte hai, Phir jab imam shahab yeah
kahe “ALLAH-O-AKBAR” aur yah kah kar bayth jaye to namazi bhi bayth jaye aur
apna daya pao khara rakhkhe aur ulta payer ke uper beyth jaye. Jab imam shahab
“ALLAH-O-AKBAR” kahe kar dobara sajde main jaye to namazi bhi unka pichhey dobra
sajde main chalaye jaye aur yeh tasbi pardhy “SHUBAANA-RABBIYAL-ALAA” yah 3/5/7/
dafa bhi par sakte hai.
Phir jab imam shahab “ALLAH-O-AKBAR” kehete huwe
shidha khade ho jaye to namazi bhi unke pichhey khade ho jaye ishe tarah imam
shahab dosri rakat pardeyge wo bhi ayese hi unke pichhey padhiey (Dosri rakat
mai sana nahi padhni).
Jab dosara sajda dosri rakat ka kar le imam
shahab ke pichhey to bajaye shidha khare hone ke wahi bayth jaye aur “ATTAYAT”
padhiy.
“ATTAYYATO-LILLAHE-WASSALAWAT-WAT-TAYYEBATO-ASSALAMU-ALIKA-AYYOHAN-NABIYO-WA-REHMATULLAHI-WA-BARKATAH-ASSALMU-ALAINA-WA-ALA-IBADILLAHIS-SUALAIHEEN-ASHADU-AN-LAILAHILLAH-LAHO-WA-ASHADU-ANNA-MOHAMMADAN-ABDOHOO-WA-RASOOLUHOO”.
ATTYAT padhte huwe jab
ASHADU-AN-LAILAAHILLAH-LAHO par pahuchhey to daye hath ki shahadad ki ungli ko
chhod kar baki ki tino ungli ko mothi ki tarrah band karle aur aunguthhe ko bhi
milaye aur shahadad ki ungli ko thore deer ke liye uthha kar gira de.
Pir DAURD-E-IBRAHEEM padhey
“ALLAHHUMMA-SALLEALA-MOHAMMADIN-WA-ALA-ALE-MOHAMMADIN-KAMA-SALLAYETA-AALA-IBARAHIMA-WA-ALA-ALAY-IBARAHIMA-INNAKA-HAMEEDUM-MAJEED.”ALLAH-HUMMA-BAARIQ-ALA-MOHAMMEDIYON-WA-ALA-ALE-MOHAMMEDIN-KAMA-BARAKTA-ALA-IBRAHIMA-WA-ALA-ALE-IBARHIMA-INNAKA-HAMEEDUM-MAJEED”
Phir koi dua padhey jo QURAN aur hadis main
ho_
DUA [1]
“ALLAHHUMM-INNE-ZALAMTU-NAFSEE-ZULMAN-KASEERAN-WA-INNAHU-LAA-YAGHFIRUZ-ZUNOOBA-ILLA-ANTA-FAGHFIRLEE-MAGHFIRATAM-MIN-INDIQA-WARHAMNEE-INNAKA-ANTAL-GHAFORUR-RAHEEM”.
DUA [2]
“ALLAHHUMMA-RABBANA-AATINA-FID-DUNYA-HASANAH-WA-FIL-AKHIRATE-HASANAH-WA-QINA-AZABAN-RAAR”.
Inmai se koi ek dua padhey jab imam shahab yah
kahe “ASSALAMU-ALAYEKUM-WA-RAHMATULLAH” to namazi shidha kandhey ki taraf muuh
kare aur yahe alfaz dohoraye, phir jab imam shahab dobara yeh kahe
“ASSLAMU-ALAYEKUM-WA-RAHMATULLAH” to ulte kandhey ki taraf muuh kar ke namazi
yah alfaz dohoraye. Salam karte howe namazi ki nazaree kando ki taraf honi
chahiye aur yah alfaz dil mai ada karna hota hai.
Dua mai yaad rakhne ki tarkhsht hai Allah ham
tamam muslimo ko namaz sahi tariq se ada karne ki tawfiq de. Agar kuch bayan
karne mai kuch galti ho gayi ho to mujhe bataye,
No comments:
Post a Comment