HAZRAT-E-ANAS-RAZIYALLAH-TA-ALA-ANHO
-ne farmaya ki nabiye karim ALAYHISHSALATU-WAS-SALIM jab hizrat farma kar madina
sharif jagye to huzur ko malom hua ki yaha ke log saal mai 2-din khel kud karte
hai khushi manate hai, us par huzur ne logo se pucha ki yaha 2-din kaise
hai-logo ne kaha in dono ham logo musalman hone se pahele khushiyan manate hai
khel-kud karte hai. Huzur ALAYHISHSALATU-WAS-SALAM ne farmaya ki allah tala ne
tumhare liye un 2-din ko unse achchhe dino mai badal diya hai un maise ke eid
aur dusre bakraeid hai. (ABU_DAUD
HAZRAT-E-ABUL-HUWYARAS-RAZIYALLAH-TA-ALA-ANHO- se riwayat hai ki rasul-e-karim ALAYHISHSALATU-WAS-SALAM ne amr inbn-e-hazm ko jab ki wah nazran mai thhe likha ki bakraeid ki namaz jald padho aur eid ki namaz der se padho-aur logo ko waaz sunao. (MISHKAT)
HAZRAT-E-JABIR-IBN-E-SUMERA-RAZIALLAH-TA-ALA-ANHO- ne farmaya ki maine rasul-e-karim ALAYHISHSALATU-WAS-SALIM ke sath eid wa bakraeid ki namaz bagayer azan wa iqamat ke padhi hai ek baar nahi balki kai baar. (MUSLIM SHARIF)
HAZRAT-E-JABIR-RAZIALLAH-TA-ALA-ANHO-ne farmaya ki huzur-sallallah ta-ala alyshi-washsalam- eid ke din ek raste se jate thhe aur dusre raste se wapas ate thhe. (BUKHARI SHARIF)
HAZRAT-E-BURAIDA-RAZIALLAH-TA-ALA-ANHO- ne farmaya ki EID-UL-FITAR ke din jab huzur ALAYHISHSALATU-WAS-SALAM kuch kha na lete eidgaah ko na jate aur BAKRAEID ke din us waqt tak kuch na khate jab tak ki namaz na padh lete. (TIRMIJI IBN-E-MAZ)

KUCH JARORI
MASLE
[1] Eid wa bakraeid ki namaz ke baad mushafa karna
aur gale milna jayesa ki aamtawr par musalmano mai riwaz hai behetar hai is liye
ki is mai khushi jahir karna hai. (BAHAR-E-SHARIYAT)
[2] Awrato ke liye eid wa barakeid ki namaz zayaz
nahi isliye ki eidgaah mai mardo ke sath mail-jol hoga aur isiliye ab awrato ko
kisi namaz mai jama-at ki hajiri jayaz nahi din ki namaz ho ya raat ki, jume ki
ho ya eid barakeid ki chahe wo jawan ho ya budhi ayesa hi TANBIVI-RUL-ABSAAR WA
DURR-E- MUKHTAR mai hai-aur agar shirf awrate jama-at kare to yah bhi na zayaz
hai isliye ki shirf awrato jama-at na zayaz wa makruh tahrima hai ayesa hi FATWA
ALAMGEER JILD-1SAFA80 aur DURR-E-MUKHTAR mai hai- aur agar akele-akele padhe to
bhi namaz zayaz na hogi- isliye ki eid wa bakraeid ki namaz ki liye jama-at
jarori hai- haan awrate us din apne-apne gharo mai akele-akele nafil namaz padhe
to bahut sawab hai.
No comments:
Post a Comment